Ticker Label
آخر الاخبار

Break news:

Peet karna para hum se nibhaana sajan, hum ser pahlay oi din tha kahaa na sajan

Peet karna para hum se nibhaana sajan, hum ser pahlay oi din tha kahaa na sajan

Tum oi Majboor ho, hum oi mukhtaar Hain, khair maana sajan, yeh BHI maana sajan

Ab jo Hone ke Qissay sabhi ho Chuke, hum tumhein kho Chuke, tum humein kho Chuke

Aagay dil ki naa baatoN sajan mein aanaa, K yeh dil hai sadaa ka diwaana sajan

Yeh BHI sach hai na Kuchh baat ji ki bani, Sooni raatoN mein chaandni Dekha kiye

Por yeh sauda hai hum ko puraanaa sajan, aur Jeene ka apnay bahaana sajan

Shahr ke log achchhe hain hum-dard Hain, por hamaari Suno hum jahaaN-gard Hain

DaaGh-e-dil na kisi ko dikhaana sajan, yeh zamaana nahi woh zamaana sajan

-Nos ko muddat hui sabr kartay matiz, AAJ koo-e-wafaa se guzartay matiz


Poochhh kar é gadaa ka thikaana sajan, apne 'Insha' ko BHI Dekh Aana sajan

Post a Comment

Previous Post Next Post