Ticker Label
آخر الاخبار

Break news:

Ab Mehfil E Ghazal mein Ghazal aashna hai kaun?

Ab Mehfil E Ghazal mein Ghazal aashna hai kaun?

Maanaa K AEK hum Hain magar dusraa hai kaun?

Qaatil ne jab pukaara K AHL e wafaa hai kaun?

SAB log jab khamosh rahe bol UTHA hai kaun?

Tum Apni Anjuman ka zaraa jaayezaaH para eis

Kahne ko para chiraagh bahut o, jala hai kaun?

Daa'va sukhan ka sab ko hai lekin tamaam UMR

Ek Dushman e sukhan se mukhatib Raha Hai Kaun?

Sab dekhte jidhar Hain udha kya hai Kuchh nahi

Hum dekhte jidhar Hain udhar dekhta hai Kuan?

Tasveer e maikada meri ghazloN mein dekhiye

Sanbhla Raha Hai Kaun, Nashe mein gira hai kaun?

Principal ek Naqsh e paa hun magar bataunga principal

É raah se jo guzra hai woh qaafila hai kaun?

Sab dost AEK ek kar ke Mujhe chhoRte Gaye

Dushman BHI Dang hai k vos tanha Khara hai kaun?

Ghar BHI tera, gali BHI teri, tera shahr BHI

Jo Chahe jis ko kah de Tujhe rokta hai kaun?

kis se baat karo ho tum ghazal mein ye 'Aajiz'?


Parda uThao, BHI hum para dekhien chhupa hai kaun?

Post a Comment

Previous Post Next Post