Ticker Label
آخر الاخبار

Break news:

Jab BHI hansne ke zamaane aaye

Jab BHI hansne ke zamaane aaye

Zakhm Phir Yaad puraane aaye

Baar-ha Unko manaaya para hamein

Rooth Jaane ke bahaane aaye

Phir Mujhe toot ke chaaha usne

Phir bichhaRne ke zamaane aaye

Muskuraa kar waale hamein Milne

Zindagi Bhar ko aaye rulaane

Kitni mahroom unki neendein fina

Khaab BHI jin aaye ko jagaane

Teri chahat ne Thaharne na diya

Raah mein kitne thikaane aaye

Tu nahi hai para Hawa ka Jhonka

Ghar ki Zanjeer hilaane aaye

Dil bujhaa kheeme hai na jale Hain

Aap Kyun Jashn aaye manaane

Isi ummeed Jaago pe yaaro!

Ab woh kis waqt na Jaane aaye

Raas Aaya jinhein sehra 'Muhsin'

Unki Qismat mein khazaane aaye

Post a Comment

Previous Post Next Post