Ticker Label
آخر الاخبار

Break news:

Dekh le! Khaak hai kaasay Mein K zar hai saayiN

Dekh le! Khaak hai kaasay Mein K zar hai saayiN

Dast-e-daadaar Baraa sho'badaa - gar hai saayiN

Tu Mujhe USS ke kham-o- Paich bataata kya hai

Kooy -e- Qaatil para Meri raahguzar hai saayiN

Ye Jahan kya hai bas ek Safha-e-ser-Naqsh-o-nigaar

Aur jo Kuchh hai tera husn-e-nazar hai saayiN

Shahr-o-sehra para Hain insanoN ke rak_khe matiz naam

Ghar wahiN hai dil-e-deewaana jidhar hai saayiN

Hum ne Pahle BHI ma'aal-e-Shab-e-Gham Dekha hai

AaNkh ab ke jo khulegii a Sehar hai saayiN

PaaoN ki Fikr na kar, Baar-e-kam-o-besh utaar

Zanjeer Asl para saamaan-e-safar hai saayiN

Aage taqdeer parinday ki jahaaN le jaaye

Hadd-e-pervaaz faqat hauslaa Bhar hai saayiN

Shairi kaun karaamat hai magar kya keejiye!

Dard hai dil mein tão lafzoN mein asar hai saayiN

Ishq Mein kahte Hain Farhaad ne Kata tha pahaaR

Hum ne din KAAT diye yeh BHI hunar hai saayiN

Post a Comment

Previous Post Next Post